Kya hoga keh kar,
Jab unki aankhon ne
Mujhse behtar talasha tha,
Maine izhaar ka irada unke khatir tyaga tha,
Iss irade ko liye mene unki khusiyon ko chuna tha,
Kyuki
Chahat thi unko kisi aur ki
par hamne toh unki khusiyon ko chaha tha.
~ Ishan Gond
.png)
